HACKER kise kahte hai ....
Hacking Ek aisa tarika hai
jise ham Internet ki banayi security system
ko todke usme apne hisaab se
kuch bhi galat ya sahi changes kar sakte hai.Jaise ki system ko access karna
matlab ke system ko apne kabu me karke usme viewing,editing,data copying,information ko copy karna,hidden file changes etc.Koi hacker jab hacking karta hai tab uska maksad kuch alag hi karne ka hota hai.Ham hackers ke maksad ko nahi jaan sakte sab hackers ka alag-alag maksad hota hai.Hacker Matlab ke koi banda system ke sath judkar system ke sath kuch aisi harkate karta hai jisse system ko nuksaan hota hai,aise insaan ko Hacker kaha jata hai.Hacker ko ek clever programmer bhi kaha jata hai kyu ki voh computer ki banayi kadi security ko tod sakta hai.
yaha par mai mast wala example deta hu...
Kuch logo ka sochna hai ki Hacker hamesha criminal hota hai Aur voh illegal activities karta hai par ye thoda galat hai.Sach me toh kahi badi compnies aise hackers ko hire karti hai apni company ki information ko ptotect karne ke liye.Aise hackers ko company high salary bhi pay karti hai.Kyu usne company ki system ko tod ke company ko bataya ki aapki system 100% secure nahi hai.
isse company yah jan jata h ki ve secure nai h koi bhi use nuksan pahucha sakta h ...
what is hacking janne ke liye CLICK KARE
To dosto kaisa laga humara se post ap logo ko hume jarur bataye taki hum or bhi bahot sahi info. ap tak pahuchate rahe hume khusi hogi ap ki help karne se THANKU ....
No comments:
Post a Comment