Dosto aaj main aap logo ko ak asa bat
batane ja raha hu jo aap ke dil
Ko touch kar jayega…….
Kabhi aap logo ne ye soche ho ki jo insan(persen)chal nai
sakta,jo dekh nai sakta o aapni zindagi kaise gujata hoga …..
Sayad aap nai sochh payenge …..
Jo log andhe hote hai o bato ko achhe se samjh sakte hai (aap
jobhi use samjhaoge o jaldi samajh jata hain) usme sochne and samjhne ki sakti
jada hoti …. Lekin o apne aap ko kamjor mahsus karta kyoki uska kamjor mahsus
karne ka karan hai uska andha hona …..iska ilaj hai but jiske pas paisa hai o
hi ilaj karayega and jo garib hai o nai kara sakta ……kyoki ilaj mahga hota
hai,,…….
And jo insan chal nai sakta hai unme se kuchh insan hi
budhiman hota hai and kai log apni life ko ase hi ji lete hai and kai log jo
budhiman hote hai o apne life ko bahot achhe se ji lete hai….kyoki o hardwork
karta ha achhe se study karta hai and life set…
Mai aap logo ko ak example dena chahunga mere papa ke 2
friends the mere papa and uske dost sath me hi study karte the but mere papa ke
dono dost me se ak chal nai sakta tha o padhai me bahut hi intelligent tha and dusra dost jo chal sakta tha use koi
problem nai tha fir bhi o study me
kamjor tha and mere papa bhi bhahot hard work kiya hai apne study ke sath sath
…….
Last me mera papa ka dono dost college mere papa bhi college
bhi college complete ….
Uske bad jo chal nai sakta tha o bahot hard work kiya and
last me o teacher bane …and dusra o ak sadharan insan bana usko koi job nai
mila ….last me o farmer bana ……
And mere papa bhi farmer bana and mere papa uske sath sath
business bhi start kar liya and ab mere
papa bahut hi good business men hai ……and mai hi good business men banna chahta
hu…………
So,
Dosto is story ke jariye mai aap logo ko ye
batana chahata hu ki ……hard work se hi hum success ho sakte hain…..
No comments:
Post a Comment