Saturday, October 3, 2015

pyar kya hain........

Pyar o….hai....
“Jab maa raat ko aati or kahti hain….so ja baki morning udh kar study kar lena…”
Pyar o hai..
“Jab hum tution se vaps aaye or papa kahe beta let hone vale the to call kar dete”
Pyar o hain…
“Jab bhabhi kahti hain oye hero ladki pati ki nai”
Pyar o hain..
“Jab bahen kahti hai dekhungi meri sadi ke bad tera kam kon karega”
Pyar o hain..
“Jab hum nirash ho or bhai aakar kahe chal naotanki kahi ghumne chalet hai”
Pyar o hain…
Jab dost call karke kahe aaye kamine jinda hain ya mar gaya”

Yaha hai…sacha pyar….
ise apne jivan me bilkul bhi na gavaye….

Pyar keval girlfriend ya boyfriend hona hi nai hota hain…..

Yaha pyar usse bhi upar hain…..

Wakt achchha jarur aata hain….
Magar wakt par hi aata hain...

Kagaj aapni kismet se udhti hai …
.Lekin patang (kite) aapni kabiliyat se….udti hain….

Isliye kismet sath de ya na de.....
 kabiliyat jarur sath deta hain……..



Thanks….

No comments:

thanks

comment here frd