zeevan ka aarmbh aapne rone se hota hai..,and…zeevan ka ant (end) dusro ke rone se,(hota ahin)
Eas aarambh aor ant (end) ke bich ka time bharpur hasya
bhara ho bas yahi sachcha zeevan hain….
Zeevan me agar aapko aapne kiye huye work ka labh (credit)
na mile to chinta mat karna…kyoki (because) aap us duniya (world) me rahte hain….
Jaha jalta to ghi and bati ..par log kahte hai ki Deepak jal
raha hai…
Bhagwan ke gale ka har bane ful se bhagwan ke charno me gire
huye fulo ne saval kiya….
“Kiyo re bhaiyo “ tum bhi ful ho hum bhi ful hain…par
bhagwan ke gale ki sundarta banana samman aapko hi kyo mila…?
Bahut sundar jawab (ans.) diya un fulo ne,
“yaha tak pahuchne se pahale dil ko sui se aarpar chirar
niklna hota hain….”
@ So friends
Puri zeendagi hum yahi soch kar gujar dete hai ki char log
kiya kahenge…..
Or ant (And end ) me char log sirf yahi kahte hain….” “ram
nam satya he….””
Good work karte raho ….
Koi man kare ya na kare…
Surya udaye hota hain…
Tab karodhi log nind me hote hain…
Fir bhir surya udaye hota hai…
Usi prakar aap apna work karo uska fal jarur milta hai….
Thanks….
No comments:
Post a Comment